Friday, September 18, 2009

Bewafa

Tum Laut K Aoge Hum C Milne
Roz Dil Ko Behlane Ki Aadat Ho Gai
Tere Waade Pe Kya Bharosha Kia
Har Shaam Tera Intezar Karne Ki Aadat Ho Ga


~~~~~===============******===============~~~~


Na Jane Kb Asmaa Se Sitaara Toot Jye
Na Jane Kab In Ankhon Se Ansu Chhut Jye
Karlo 2 Pal Pyar Ki Baatein
Na Jane Kb Is Jism Se Jan Ruth J


~~~~~===============******===============~~~~


Hoti He Surkh Agar Ankhe To Hone De
Ji Bhar K Aaj Muje Tu Rone De
Socha Na Tha Bin Tere Bhi Jeena Padega
Kho Gaye Sare Khwaab To Khone De


~~~~~===============******===============~~~~


Agar Wo Parayo Ki Sunega To Haar Jayga
Hum Jaisa Pyar Fir Kahan Payga
Jaan Dene Ki Baat To Sab Karte He
Zindgi Banane Wale Kahan Se Layga


~~~~~===============******===============~~~~


Har Taraf Kaisi Bechaine Si Chhayi He,
Q Na Khwabo Ko Unka Tarana Mila,
Nikli The Jab Akeli Tumhe Dhundne,
Q Na Rahon Ko Meri Ujala Mila.


~~~~~===============******===============~~~~


Gehre Pad Gye He Ghav Jigar Me
Batt Chuki ArmanoKi Raat Kya Likhu
ArmanoKi Arthi Saj Chuki He Phulo Se
Ruth Gayi Jo Humse Kaaynaat Kya Li


~~~~~===============******===============~~~~


Dil Ki Dhadkan Se Judaai Kyu Hai?
Gam Ki Kaali Ghata Chhayi Q Hai?
Gum Ki Ye Aag Jab Bujhani Nahi Thi
To Fir Aapne Ye Aag Lagayi Kyu Hai?


~~~~~===============******===============~~~~


Dard Kya Hota H Bataynge Kisi Roz
Kamaal Ki Gazal Sunaynge Kisi Rz
Bhagwan Kasam Mene To Socha B N Tha
Wo DilKo Mre Itna Dukhaynge KisiRz


~~~~~===============******===============~~~~


Bina Zakhm Khaaye Ehsaas Nahi Hota
Har Koi Duniya Me Khaas Nahi Hta
Magar Jiski Arzu Dil Se Ho Jati He
Wo Hi Shakhs Hamare Paas Nahi Hota


~~~~~===============******===============~~~~


Dil K Har Gum Ko Bhulana Chahta Hu
Khul Kar Samne Aana Chahta Hu
Himmt Sath Nhi Deti Dil Awaz Nhi Deta
Majbur Itna Hu K Koi Hath Nhi Deta


~~~~~===============******===============~~~~


Aaina Hu M Mere Samne Akar Dkho
Khud Nazar Aaoge Ankh Milakr Dkho
Mere Gum M Meri Taqder Nazar Ati H
Dagmaga Jaoge Mera Dard Uthakar Dkho


~~~~~===============******===============~~~~


Kash Tumne Muje Hasaya Hota,
Kash Tumne Muje Rulaya Hota,
Kash Gusse Me Hi Apna Bulaya Hota,
Kash Muje Yaad Karke Apna Dil Behlaya Hota..


~~~~~===============******===============~~~~


Raas Aati Nhi Zindgi Kya Karu
Jeene Deti Nahi Dillagi Kya Karu
Aansuo K Samandar Se Nikli Hai Jo Dard M Dubi Hansi
Aisi Hansi Ka Kya Karu


~~~~~===============******===============~~~~


Ashq Khusbu H Bikarne Se Roke Koi
Aur Bikhar Jau To Mujko N Roke K
Kanpti Hu Me Ye Soch K Tanhai M
Mere Chehre Pe Tera Naam Na Padh Le K


~~~~~===============******===============~~~~


UsNe KahaTha K Tumhari Aankhein Bohat Roshan He
Mein Kuch SochKar Hans Para
Us Bekhabar KoKya Khabar
K Barish K Baad Hi Mausam Nikharte H


~~~~~===============******===============~~~~


Is Duniya Ki Bheed Me Koi,

Tanha Na Ho Ye Zaruri To Nahi,

Haanstey Labo K Peeche Koi

Siski Na Ho Ye Zaruri To Nahi.


~~~~~===============******===============~~~~


Thoda Socha He Humne Thoda Jaana He Hmne
Mushkil Se Magar Pehchana Hai Hmne
Koi Aapke Jaisa Na Tha Na Hoga
Isliye Dost Aapko Mana Hai Hmn


~~~~~===============******===============~~~~


Teri Yad Ko Seene Me Sja Rakha H
Tere Pyar Me Sbko Bhula Rakha H
Kuch Acha Nhi Lgta Teri Judai K Baad
Ek Teri Yad Ko Sene Se Laga Rakha H


~~~~~===============******===============~~~~


Aarzo H Wafa Ban K Tere Sath Rhu
Dhadkno KiSada BanK Tere Sath Rhu
Mere Honto C Jise Mout B N Cheen Ske
Wo Zindgi Ki Dua BanKe Tere Sath


~~~~~===============******===============~~~~


N Mila DilKa QadrDaan Is Zamane Me
Ye Rista Tut Gya Dekne DikaNe Me
Sochte He K Hm Ek Roz Shama C Puche
Maza Kis M He Jalne Me Ya Jala Ne

No comments:

Post a Comment