Friday, September 18, 2009

Bewafa

Apki yadeen bi kamaal karti hain,
jane kaise kaise swal karti hain,
1 pal b tanha nhi chodte,
apse jyada ye hmara khyal karte hain


~~~~~===============******===============~~~~


SAB KUCH BADALTAY DEKHA HAY
AASMAN KO DHALTAY DEKHA HAY
TUM SOORAJ KI BAAT KERTAY HO
HUM NAY CHAND JALTAY DEKHA HAY


~~~~~===============******===============~~~~


Kya Hua Jo N Mili Ek Manzil
1 Naye Safar P Chalo Qadam Badhaya Jye
Jo Ruthe He Unko Manaya Jye
Udas Hain Jo Dil
Aaj Phir Unko Hasaya Jye


~~~~~===============******===============~~~~


Jo RoyoGe To Palko Pe Nami Reh Jygi
Zindgi Bas Naam Ki Zindgi Reh Jygi
Ye Nahi K TumBin Ji N Paunga
Haan Meri Zindgi Me Ek Kami Reh Jygi


~~~~~===============******===============~~~~


Gile Shikwe Na DilSe Laga Lena
Kbi Man Jana To Kbhi Mana Lena
Kal Ka Kya Pata Hum Ho NaHo
Jab B Moka Mile
Thoda Has Lena aur Hasa Dena


~~~~~===============******===============~~~~


Pyar se pyari koz chiz nahi hoti,
kami apno ki puri nahi hoti,
dilon ko dur hona 1 alag bat hai,
nazar se dur hona koi duri nahi hoti


~~~~~===============******===============~~~~


Khushi Aur GumKa Rishta He UnSe
Phir B Dil Lgane Se Dar Lgta H
Meri Ankho Se Ansu Nikal Jaye To Gum Nahi
Par Unke Udaas Hone Se Dar LgtaH


~~~~~===============******===============~~~~


Ek Naya Mausam Aj Phir Aaya He
Aaj Phir Kisi Ne Ankho Se Ashq Bahaya He
Chup Gye Ansu Aaj Fir Barish Me
Dil Me Phir Gum Ka Sailaab Aaya H


~~~~~===============******===============~~~~


Mere Har Aansu Pe Tera Naam Hoga
Kya Pata Tha Chahat Me Ye Anjam Hoga
Bahut Kuch Kar Jau Teri Bewafai K Bdle
Par Sochta Hu Tu Badnam Hoga


~~~~~===============******===============~~~~


Pyar Dil Me Hai To Lao Juban Pe
Aag Badhti He Ye Bujhane Se
Tumhe Na Pana Shayad Behtar He
Paa K Phir Se Tumhe Ganwane Me


~~~~~===============******===============~~~~


Kya Vajah Hai Mere Darne Ki
Khwaahish Hai Unki Yaad Me Marne Ki
Unhe Qu Itna Yaad Karta Hai Dil
Jinhe Fursat Hi Nahi Hame Yaad Karne Ki


~~~~~===============******===============~~~~


Q Banate Hai Hum Aise Riste,
Jo Pal Do Pal Me Tut Jate He,
Wada To Karte He Umr Bhar Saath Nibhane Ka
Pr Chhote Se Tufan Me Bikhar Jate H


~~~~~===============******===============~~~~


Rok Lo In Door Jate Kadmo Ko
Chahat Ki Itni Badi Saza Na Do
Paas Aane Ki Khwaish Ki Thi Humne
Judai Ka Hume Yu Dard Na Do


~~~~~===============******===============~~~~


Jindagi Lehar Thi Aap SahiL Huye
Na Jane Kaise Hum Aapke KabiL Huye
Na Bhulenge Hum Us Hasin PaL Ko
Jab Aap Humari Jindagi Me SamiL Huye


~~~~~===============******===============~~~~


Who Played Double Role in SHOLAY?



Think..

?








?





"King George"

Jo Amitabh Ke Coin Ke Dono Side pe tha


~~~~~===============******===============~~~~


Bhool Chahe Jau Har BaatKo Me
Par Na Badal Paunge Halaat Ko M
Tere Diye Dard Ko Bhi Dil Se Laga Rakha H
Kaise KhoDunge Teri Saugaat Ko M


~~~~~===============******===============~~~~


Kaise Sukun Pau Tujhe Dekhne K Baad
Ab Kya Gungunau Tujhe Dekhne K Bd
Aawaz De Rahi He Meri Zindgi Mujhe
Jau Ya Na Jau Tujhe Dekhne K Bd


~~~~~===============******===============~~~~


Ankho Me Aakar Beth Gyi Ansu Ki Lehar
Palko Se Koi Ansu Girne Nahi Dia
Ek Tera Nam Dil Ko Aziz Tha
Dunia K Dard Ko Dil Me Samane Nahi Dia


~~~~~===============******===============~~~~


DiL k SabHi HaLat MujHe KeHne Do
BeHte Hai AsHq To InHe BeHne DO
BeWafai ShamiL Na KarO WaFa Ki RaH mE
KamsE KaM WaFa Ko tO WaFa ReHne Do


~~~~~===============******===============~~~~


________
! '--.__.--' ! sir
!________! POST
for you


Please open ...













$===========$
) HAPPY )
( DIWALI (

No comments:

Post a Comment