Friday, September 18, 2009

Bewafa

Mohabbat Ka Yaro Sila Kuchh Nhi
Ek Gum K Siva Humko Mila Kuch Nhi
Sare Arman JalKar Khak Ho Gaye
Log Fir Bhi Kehate Hai Ki Jala Kuch Nhi



~~~~~===============******===============~~~~


Majbur Mohbbat Ka Y Fasana H
Yha Mohbbt Ka Dushmn Zamana H
Is Kismat K Hatho Kitne Majbur H Dono
Bs Pa Nhi Skte Samne Mohbbat Ka Khzana H


~~~~~===============******===============~~~~


Bhool Shayad Bahut Badi Kar Li
Dil Ne Jo Ek Bewafa Se Mohabt Kar Li
Wo To Mohabbat Ko Khel Kehte Hain
Aur Humne Barbad Apni Zindgi Kr Li


~~~~~===============******===============~~~~


Ishq Me Hm Raat Ko So Na ske
yad Jab Aai Unki,rona Chahe Ro Na Ske
Mere Marne k Baad Use bi Dukh Hoga
Ki Jite Ji Hm Unke Ho na Ske


~~~~~===============******===============~~~~


Kaun Tha Apna Kispe Inaya Krte,HmKo Hasrat Hi Rahi Hm b Mohbbat Krte,Tune Samza Hi Nahi Is Kabil,Warna Tujse Ishaq Nahi Teri Pooja Karte


~~~~~===============******===============~~~~


Meri zindgi teri panaho me rahe,
zindgi ki khushiya teri baho me rahe,
tere labo pe rahe meri muskurahat or
tere ansu meri nigaho me rahe


~~~~~===============******===============~~~~


Niklte Hn Asu Jb Mulakat Nhi Hoti
Tut Jata H Dil Jb Baat Nahi Hoti
ApKi Jaan Ki Ksam Ap Yaad Na Ae
Guzar Jae Meri Aisi Koi Raat Nahi Hoti


~~~~~===============******===============~~~~


Dard Me Chahat Nhi Sitaro Ki
Tamanye Adhuri H Hzaro Ki
Wo Waqt Se Pehle Hi Tera Chale Jana
Hsrate Hi Reh Gyi Tujhe Ji Bhar Gale LganeKi


~~~~~===============******===============~~~~


Gum K Bazar Me Mera Tamasha Bana Rhi Thi Zndgi
Dekhti Hi Reh Gyi Mayus Ankhe Sitam Tera
Koi KisiKa Nhi Hota Ye Aaina Dikha Rahi Thi Zndagi


~~~~~===============******===============~~~~


Dekha Jb Ye Shama Teri Yaad AaGai
Ye Sham Tere Naam Teri Yaad AaGai
Hr Koi Janta Tha Mujhe Tere Naam Se
Pucha KisiNe Naam Teri Yaad AaGai


~~~~~===============******===============~~~~


Kisi ko meri yad aye ek arsa hua
Koi hai bekhabar to koi tarsa hua
Khamosh hai ye dil ye aankhe meri
Jaise khamosh ho koi badal barsa hua


~~~~~===============******===============~~~~


Dekho Koi Vada Na Kro Bhul Jaoge
Muje Yaad Zyada Na Kro Bhul Jaoge
Me Aaun To Kr Lena Gile Shikwe Sare
Abi Se Irada Na Kro
Bhool Jaaoge.


~~~~~===============******===============~~~~


Mana Hum Halaat Se Majbur Rahte He
Fir B Apke Khayalo Me Chur Rahte Hai
Ankho Me Rahti Hai Tasvir Apki
Kya Hua Jo Hum Apse Door Rahte Hai


~~~~~===============******===============~~~~


Dhadkan Hamari Tumse Jo Kahe
Sanso Ko Bhi Uski Khabar Na Lage,
Bahut Khubsurat Hai Rishta Humara
Duwa Hai Ise Kisiki Nazar Na Lage..


~~~~~===============******===============~~~~


Naraz Hona Aapse Galti Kehlayegi
Aap Naraz Hue To Ye Sanse Tham Jayngi
Hanste Rhna Hamesha YuHi
AapKi Hansi Se KisiKi Zindgi Sanwar Jaygi


~~~~~===============******===============~~~~


Wo yaad aaye bhulate huye,
Dil ke zakhm ubhar aaye chhupate huye,
Sikha tha jise dekh ke Muskurana,
Usine aaj rulaya hasate huye


~~~~~===============******===============~~~~


Ishq ne hume Rula Dia
Jis Per Marte The usne hi hame bhula Dia
hm to unki yadon me hi ji lete
magar unhone to yaadon me hi ZEHER mila dia


~~~~~===============******===============~~~~


KitNi RaHat He DiL Tut JanE K Baad
ApnE AapSE MiLe Sab KHo JanE K Baad
Magar HairAt He AbHi Tak Zinda Hu
Maut ROz Aati He SHam AanE K Bad


~~~~~===============******===============~~~~


Tu Yad Bohat Aaya Hr Sham K Bad
Kbi Aaghaz Se Pehle Kabi Anjam K Bad
Is Doobte Suraj Ki Qasam Iss Dil Pe
Koi Nam Nhi Likha Tere Nam k bad


~~~~~===============******===============~~~~


Nature has given u a face; but u have to provide expression.
Be carefull when u express,
coz ur every expression will leave an impression.

No comments:

Post a Comment